Multiple sources ke recent inflows ki wajah se is month me State Bank of Pakistan’s (SBP) kay foreign exchange reserves ko double karne me help mili but us se Inter Bank or Open market me rupee kay favour me exchange rate bent nahi ho saka.
Previous fiscal year me isi tarah ka trend, remittances and exports dono me kami ka baais bana hua tha.
During the year Remittances $4.3 billion se decrease hokay $27bn rahi, jabkay exports $4.6bn se decrease hokay $27.9 bn rahi.
International Monetary Fund (IMF), Saudi Arabia and the United Arab Emirates se collectively & hardly $4.2bn ka arrangement ho saka wo bhi fiscal year 2023 ke end hone kay bad jo kay Country kay lye ek significant loss he.
Currency experts ko fear he kay US dollar ki value me increase or exchange rate kay barhte gap ki wajeh se Pakistan ke export proceeds and remittances ko loss ka samna karna par sakta he.
Rupee ki value ko strengthen karne kay lye ek stable Government & economic team ki zaroorat ha, jis me saaloun k aarsa darkar hoskata he.