Tuesday, December 3, 2024
spot_img
HomeBusinessSEARLE PAKISTAN KI BIG ACHIEVEMENT: PAKISTAN ME 1ST TIME ADALIMUMAB (LOCALLY...

SEARLE PAKISTAN KI BIG ACHIEVEMENT: PAKISTAN ME 1ST TIME ADALIMUMAB (LOCALLY MANUFACTURED MONOCLONAL ANTIBODY) KO INTRODUCE KARWADYA

Searle Company Limited ne Drug Regulatory Authority of Pakistan (DRAP) se ADALIMUMAB ka manzoori hasil ki hai, jo BioRay Biopharmaceuticals Co. Limited, China ke saath milke tayyar kiya gaya hai. Yeh Pakistan mein pehla locally manufactured Monoclonal antibody (mABs) hai.

ADALIMUMAB ko agle 3-6 mahinon mein market mein mutarif karaya jayega, jise behtareen aur munasib qeemat par faraham karke Pakistan ke mareezon ko biotechnological medicine pohanchane ka ek khas step hai.Company ka kehna he ke ye company ki zimmedari hai ke wo apne product portfolio ko mazeed waseeh karke apne profit aur shareholders ki qeemat ko barhayein.

- Advertisment -spot_imgspot_imgspot_imgspot_img

Most Popular