Pakistan mein 21 Sep 2023 ko khatam hone wali Sensitive Price Indicator (SPI) ki latest report kay according Pakistan essential items ki barhti hui price kay challenges ko face karte dekha gaya hai.
Overall Increase: SPI mein 0.93% increase dekha gaya jis mein food items jese Chicken (8.49%), Garlic (5.19%) and non-food items like Petrol (8.51%) and Diesel (5.54%) shamil hain.
Decrease: Kuch Prices mein relief dekha gaya jese Tomatoes (-11.11%), Sugar (-3.57%) dekha gaya.
YoY Trends: YoY kay trend mein Q1 kay liye electricity Kay Charges mein (118.16%), Q1 kay liye Gas Kay Charges mein(108.38%) and Cigarettes mein(94.69%) ka significant increase dekha gaya.
Consumption Quintiles: Different income groups kay between weekly change 0.05% se 1.27% tak raha, jab kay YoY mein 34.28% se 38.66% mein vary karta tha.