Pakistan ko IMF kay Executive Board meeting kay Agenda se Bahar kar diya gaya as per 92 News channel report.
News channel ki report kay mutabiq, IMF Pakistan ki progress se satisfy nahi, 09 Months se IMF Staff-Level Agreement delay ho raha hai. Friendly Countries ki commitments bhi kisi kaam na aa saki. Electricity, Petrol prices or TAX me kia gaya izafa bhi bekar gaya.
IMF ki kuch new conditions samne aaye hain kay Interest rates me 25 bps ka increase kia jae or Foreign reserves ko 2 months import bill kay equal karnay ki bari shart rakh di.
IMF funds na milnay se budget saazi me bari problems face karna hongi.