Monday, September 23, 2024
spot_img
HomeBusinessPAK SUZUKI PSX SE DELIST HO RAHI HAI, MUSTAKBIL KIA HOGA

PAK SUZUKI PSX SE DELIST HO RAHI HAI, MUSTAKBIL KIA HOGA

Pak Suzuki Ka PSX Se Delisting Aur Minority Shareholders Ko Faida Pahunchane Ki Tafseelat

  • Share Capital:
      • Authorized Capital: 5 Arab PKR (Panch Arab Pak Rupees)
      • Ordinary Shares: 500,000,000 (Paanch So Million) har share ki keemat 10 PKR
      • Issued Shares: 82,299,851 maqami shares
      • Nominal Value: PKR 822,998,510 
      • Fully Paid Up: issued and fully paid up  
  • Delisting Ki Wajahat:
      • Sponsor’s Intentions: Suzuki Motor Corporation, Japan (SMC ya Sponsor) ki poori koshish hai ke company ko khareed kar ownership haasil kare, aur isay Pakistan Stock Exchange se delist kare.
      • Financial Losses: Pak Suzuki ki operations ne 2019, 2020 aur 2022 mein nuqsaan hua. Is saal ke teesre quarter tak bhi nuqsaan hai.
      • Dividend Na Milna: 2019 se shareholders ko dividend nahi mila, sirf 2021 mein mila.
      • Fair Opportunity: Sponsors ka khayal hai ke minority shareholders ko fair mouqa dena chahiye taa ke wo apne invest kiye hue paisay ko doosre munafa bakhsh raaste mein laga sakein.
  • Shares Purchase Proposal:
      • SMC Ka Intentions: SMC, jo ke company ke barey shareholder hain, ka iradah hai ke wo company ke minority shareholders se 22,145,760 ordinary shares (Paid-up share capital ka 26.91%) ko har share par kam se kam 406 PKR ki qeemat par purchase karengey.
- Advertisment -spot_imgspot_imgspot_imgspot_img

Most Popular

×