New Caretaker Finance Minister kay tor per Shamshad Akhter ki appointment se market mein speculation start ho gai hain.
Shamshad Akhter apne conservative approach, traders foresee, potential interest rate hikes & currency rate interest ki pession goi kay liye famous hain.
Shamshad Akhter, subsidy reforms, taxes & privatization kay through Fiscal discipline per focus kar sakti hain.
Current Account deficits and REER depreciation ki taraf persistent hain jab kay reserves slightly up hain.
Past interim Govts ne currency mein kami aur rates mein hike dekha. Rupee 300/$ tak pohunch sakta hai, but adhoc rate mein izafay se kuch madad mil sakti hai.
Evergrande & US ki production Global Market ko affect kar rahi hain, Inflation ki wajah se USD aur sterling main boosting dekhne mein aa sakty hai.
Report by: Muhammad Noman – MN