Pakistan mein inflation tezi se barhti ja rahi hai and Power Regulator ne power price mein PKR 3.28 per unit increase kardiye hain. Ye increase fuel cost adjustment ki wajah se hua hai jiska purpose interest rates and rupee depreciation jaise economical challenges ko face karna hai.
Ek significant deficit ko address karne kay liye Rs.6.20 per unit adjustment proposed kiya gaya hai jo kay abhi final approval kay process mein hai. Distribution Companies (Discos) ka plane hai kay October 2023 se March 2024 tak consumers se Rs.159 recover kiye jaen.
September mein hone wali widespread protest ne public frustration ko highlight kiya kay wo continuously barhte hue financial burdens ko face kar rahi hai and fori tor par koi relief nazar nahi aa raha.