Islamabad: Caretaker Federal Minister for Privatisation, Fawad Hasan Fawad, ne Pakistan International Airlines Corporation Limited (PIACL) ki Legal discrimination ke ke liye meeting ki. Meeting me Government stakeholders, jese ke Finance, Aviation, and Law departments, Privatisation Division aur Privatisation Commission ke secretary, CEO PIACL, aur ministries ke legal aur financial consultants ki shamil they.
Financial Advisors ne PIACL ki differentiation ke liye authorization di, jis me core aviation business aur assets ko sale karne ka irada kia gaya hai. Non-core assets ko alag structures mein rakha jayega. Roadmap per detailed discussion ki gai, aur stakeholders ki raaye li gayi.
PIA Privatization Plan Approved
Privatisation Commission (PC) ne Pakistan International Airlines (PIA) ki kam se kam 51% shares bechne ke plan ko manzoor kar liya gaya hai. Plan ke mutabiq, PIA ko “legal segregation” kar ke achi aur buri PIA mein distribute kia jayega, jiske baad majority shares bechne ka irada hai.
Financial advisors ki report filhal incomplete hai, lekin board ne kam se kam 51% shares ko bechne ka faisla kia hai. CCOP aur Cabinet ke liye final approval on process he.