Islamic Emirate of Afghanistan ki economy kay bare mein World Bank ki report mein positive indicators ka welcome kia gaya hai. Jis me Currency ki stable value, food & oil ki price mein decrease, exports mein increase aur Government employees ki on time salaries ka reference bhi diya gaya he.
Economic situation ko mazeed better banane kay liye banking restrictions aur frozen capitals ko release karne per bhi zor diya gaya hai.
Islamic Emirate of Afghanistan, International organizations se request karti hai kay, wo unemployment ko reduce karne aur Country mein positive impact dalne kay liye development projects ko support kare.
IEA ne World Bank kay unfinished projects ko restart karne aur complete karne ki yaqeen dehani bhi ki hai.