Nasdaq Stock Market Jully peak se relatively sell ki taraf fall kar rahy thy ab last two days se selling mein mazeed tezi dekhi gai hai volume na hone kay barabar hai.
Buyers kay lye confidence get karna mushkil ho raha hai.
Jab International Stock Market ek step agey ho ker do se teen steps piche ho jaty hai. Nasdaq kafi hadd tak fall kar sakta hai.
Jab kay buyers kabhi bhi step-in kar kay support level bana sakte hain. Historically, aisa lagta hai kay 12,250 ka test bulls kay liye next point of contact hai.
US ne 30 Years Fix Mortgage rates ko 7.58% kardia jo kay highest rate hai since 2000.