Thursday, September 19, 2024
spot_img
HomeArticlesIMF, Pakistan Politics, Economics & Dollar

IMF, Pakistan Politics, Economics & Dollar

Politics ke bare mein kam baat karein jo mulk ki history mein hamesha up and down ki victim rahi hai, Economy is waqt bahut important hai aur is par tamam stakeholders ki fori tawajjah ki zaroorat hai.

Yesterday IMF ki taraf se aik news samne aee jis mein kaha gaya tha ke politics mein recent events ke bawajood fund Pakistan ke sath program mein engage hai, jis se Capital market ke participants ko kuch confidence mila. Rate and fuel subsidy program ko khatam kar dega.

Yesterday PKR ki qadar mein kami hui aur 300 ko cross karnay kay bahut qareeb tha.

Pakistan ke bare mein kal IMF ke ek aur statement mein kaha gaya hai ke IMF SLA se guzarne ke liye mulk ko mazeed financing ki zaroorat hai. Yeh samajhna mushkil hai ke IMF ki janib se mazeed kya requirements hain.

Finance Minister ne yesterday ek event mein kaha ke hum IMF ke mazeed demands accept nahi karenge kyunki bohat kuch ho chuka hai aur Pakistan default nahi kare ga, IMF ke baghair Pakistan default nahi hoga. apni remaining tenure mein jo ke maujooda government ki mudat khatam hone mein abhi 3 months se bhi kam waqt hai.

Chase Securities ki report kay mutabiq, Richard Coal, Afghan Coal se sasta ho chuka hai, mazeed bataya kay kuch baray players limited quantity me coal import kar rahay hain apne margins ko behtar karnay kay sath.

- Advertisment -spot_imgspot_imgspot_imgspot_img

Most Popular

×