Saturday, January 18, 2025
spot_img
HomeNationalGOVERNMENT NE PAKISTAN KO SMOKE-FREE BANANE KI PRIORITY DEDY

GOVERNMENT NE PAKISTAN KO SMOKE-FREE BANANE KI PRIORITY DEDY

ISLAMADAB: Prime Minister Shehbaz Sharif nay Thursday ko kaha ke incumbent Government nasrat abadi ko cigarette peene ki unhealthy habit se future generations ko protect karne ki koshish kar rahi hai q ke cigarette ke baghair Pakistan ko smoke-free banana us ki priorities mein se aik hai.

Prime Minister ne Chromatic ke CEO Shariq Khan ke saath ek meeting me mulk se elimination of smoking ke liye organization ki services ko apriciate kiya.

Shariq Khan ne Prime Minister ko apni firm ki anti-smoking campaign aur Tobacco Control Alliance for Pakistan ke bare mein inform kiya.

Unho kaha ke yeh hamare Bloomberg Philanthropies ke saath cooperation mein hone wali campaign ka maqsad hai ke government ko mulk se smoking ko khatam karne mein madad ki jaaye.

Prime Minister ke Special assistants Tariq Fatem aur Tariq Pasha aur relevant senior officers ne is meeting mein shirkat ki.

- Advertisment -spot_imgspot_imgspot_imgspot_img

Most Popular

×