Saturday, January 18, 2025
spot_img
HomeEconomyFY24 BUDGET, INCENTIVES TO LIFT FARM INCOME BENEFICIAL FOR FERTILIZER SECTOR

FY24 BUDGET, INCENTIVES TO LIFT FARM INCOME BENEFICIAL FOR FERTILIZER SECTOR

Government FY24 ke budget mein agricultural sector ko prioritize karegi, kyuki food inflation ko manage karne aur rice aur cotton jaisi exportable products se export potential ko maximize karne ki zarurat hai. Government is saal bhi prompt measures lene ka aim rakhti hai so that agricultural sector ko heavy rainfall ke affect se bachaya ja sake, likewise last year. FY24 ke budget mein Research and Development of Agriculture ke liye higher allocation hone ki umeed hai. government farmers ko quality seeds, tube wells ka solarization aur agricultural machinery ki delivery ke liye resources allocation expected hai, JS Global ki report k mutabiq.

Fauji Fertilizer Bin Qasim (sole DAP ke manufacturer), ne government  ko ya to company ke liye input stage par GST maaf karne ka proposal diya gya hai ya imported DAP par GST ya duty lagane ka. Hum is baat se agree karte hain kyuke company apne peers ke mutabiq relative disadvantage mein hai. Hum farm credit policies ke mutabiq incentives ki bhi expect karte hain jo agriculture ke liye capital ki access ko increase krdegyi.

- Advertisment -spot_imgspot_imgspot_imgspot_img

Most Popular

×