Saturday, November 23, 2024
spot_img
HomeBusinessFINANCE MINISTER NE PLAN-B PER IMPLEMENTATION START KARDY

FINANCE MINISTER NE PLAN-B PER IMPLEMENTATION START KARDY

ISLAMABAD: IMF programme end hone mein 02 week se kam time reh gaya hai. Finance Minister ne plane B par implementation start kar di hai, jo IMF programme materialize na hone k reason se advocate kiya gaya tha, is plane B mein bilateral partners se contact karna include hai, jis mei debts ko roll over karne ke liye china bhi included hai.

Jab tak elections nahi ho jate tab tak friendly Countries se USD 3bn- 4bn ki fresh financial support ke liye seeking karni parengi aur IMF k new programmes par b conversation ki jaegy, is approach ke liye next 6 months tak careful management ki requirement hogi. Ku ke country k afloat ko continue karne ke liye monthly loans ka rollover required hoga.

Last week Finance Minister ne kaha tha ke IMF ki desire he ke Pakistan, Sri Lanka ki tarah ho jaye. Other words mein kaha k IMF ne point out kiya hai ke agar fresh financial support bilateral partners se hasil nahi ki ja sakti, toh existing debts ko reprofile karna better hoga. Current situations mein, yeh Plan B kam time mein Country run karne ke liye financial support seeking se more better hai. Country ki maximum problems delayed actions se start hoti hain isliye agar yahi sab se better option hai toh is plan ko ASAP implement Karne ki requirement hai, ku ke with the each passing day economy ko lose face karna par raha hai.

Last week ek press conference mein, Petroleum Minister ne kaha hai ke Govt. ne gas circular debt ko successfully eliminate kar dia hai aur iski further accumulation nahi hone di jay gi. IMF ne bhi apne current statement mein hint diya hai ke Budget mein energy sector ke liquidity concerns ko end karne ke liye measures include kiye jaengy. 

- Advertisment -spot_imgspot_imgspot_imgspot_img

Most Popular

×