Saturday, January 18, 2025
spot_img
HomeEconomyCPI likely to peak in May-2023

CPI likely to peak in May-2023

May 2023 ke CPI ka review lete huwy record level 37.27% Datapoint aane ki umeed rakhte hain, kyun ki halat ke mutabiq dusra sequential izafa 1.07% ho sakta hai.

Js Global report ke mutabiq, Recently POL product ke prices mein hui kami May 2023 ke data mein zahir na hone ki umeed hai. Agar yeh shamil ho jaye, toh estimation mein 10bp kami hogi.

Yeh jump food prices mein higher increase ka natija hai, kyun ki khane ki cheezon ke prices mein izafa hua hai, jo ke CPI basket ka 30% hai, Hum umeed karte hain ke is month food inflation YoY 47.99% hoga, jisme MoM mein 0.81% ka izafa hoga, aur yeh tezi past 4 months ki average ~4.5% MoM se kam ho jayegi.

Past four months mein dekhe gaye average 3.3% MoM izafa se kam hoga, lekin ordinary time mein dekha jane wala 0.9% MoM izafa ke qareeb hoga. Isse 11MFY23E, CPI ko 29.03% tak le jaye ga.

Published by Pakistan’s 1st Urdu Roman News Platform – www.UrduRoman.News

22 May 2023

- Advertisment -spot_imgspot_imgspot_imgspot_img

Most Popular

×