Saturday, January 18, 2025
spot_img
HomeFinanceCommoditiesCHINESE COMPANY NE BALOCHISTAN KO HYBRID RICE SEEDS DONATE KYE

CHINESE COMPANY NE BALOCHISTAN KO HYBRID RICE SEEDS DONATE KYE

BEIJING: Chinese company ne Balochistan ko as a relief 2500 kilogram hybrid rice seeds donate kardye ,  jo 2022 mein flood ki wajah se heavily affected hua tha 

Zhou Xusheng, Director Pakistan Business Department of the donor Wuhan Qingfa Hesheng Seed Co Ltd, ne China Economic Net ko bataya ke seed lagbhag(expected) 500 acres of land sufficient ke liye kafi hone ki expectation he. Sowing, Cultivating or Harvesting ki support k lea technicians b arrange kye gae.

Pakistan mein pehla hybrid rice variety -QY0413, donating company ne register karwaya hai. extreme weather conditions zyada hote jaa rahe hain, isliye researchers bhi crop varieties ke resistance ko enhance karne pe kaam kar rahe hain.

“Zhou Pakistan mein farmers ko hybrid rice ki cultivation ki training dene ke liye taiyaar hain taaki wo apni output aur income ko improve kar saken.

- Advertisment -spot_imgspot_imgspot_imgspot_img

Most Popular

×