Friday, September 20, 2024
spot_img
HomeInternationalCHINA OR PAKISTAN SILAGE KI HARVESTING K LYE NEW PATHS EXPLORE KARNE...

CHINA OR PAKISTAN SILAGE KI HARVESTING K LYE NEW PATHS EXPLORE KARNE ME MASROOF E AMAL

BEIJING: China and Pakistan mil kar Pakistan mein silage harvesting and processing ke liye new path explore karne ke liye apni efforts ko barhaenge, both sides se agree kia gaya he ke joint research and small and medium size ke silage harvesting equipment ke commercialization ko promote karenge jis mein China aur Pakistan ke hilly areas included honge.

Lanzhou, China mein hue is meeting mein announce kia gaya ke China Pakistan ko livestock sector mein help karega, jahan pe China ne Pakistan ke liye ek test aur demonstration base establish karne ka faisla kiya hai, 1.5 million yuan ke through equipment and agricultural machinery donate karna and Pakistan ke liye silage harvesting aur processing machinery ke R&D and design ke liye ek professional team ki training and machinery ke operation, uses and maintenance ke liye kuch technicians ki training karega.

China Economic Net (CEN) ke according, Gansu Academy of Mechanical Sciences Co., Ltd. ke zimmey hue is project ka purpose Pakistan ki mechanized operation, efficiency aur economic benefits ko enhance karna hai, aur uski silage ki export competitiveness  ko behtar banana hai.

- Advertisment -spot_imgspot_imgspot_imgspot_img

Most Popular

×