Monday, September 16, 2024
spot_img
HomeNationalCHAIRMAN HEC DR. MUKHTAR COMMENDS THE CONTRIBUTIONS OF THE LAKHANI FAMILY IN...

CHAIRMAN HEC DR. MUKHTAR COMMENDS THE CONTRIBUTIONS OF THE LAKHANI FAMILY IN THE FIELD OF EDUCATION

Karachi: Chief Minister Sindh ke Former Special Assistant, Mr. Faraz Abid Lakhani, ne education laureate, ki kamyabi par expression of appreciation ke liye aik esteemed gathering ki.

Gathering, mein Higher Education Commission (HEC) ke Chairman Prof. Dr. Mukhtar Ahmed S.I., HEC ke member Ms. Mahwish Faraz Lakhani, aur ILMA University ke vice chairperson Mr. Noman Abid Lakhani ne bhi shirkat ki.

Is mawqay par United Arab Emirates, Oman, Bangladesh, Iran, Malaysia aur mukhtalif aur mulkon ke Special envoys mojood the.

Mehfil mein ek distinguished group of diplomats, notable businessmen, corporate professionals, Government officials, philanthropists or various sectors se leaders, bhi mojood the.

HEC ke Chairman, Prof. Dr. Mukhtar Ahmed, ne mazeed words of praise kia aur aham kisam ke collaboration  aur Lakhani family ki commendable aur worthy koshishoun ko saraha.

Dr. Mukhtar ne ILMA University ke kirdar ko Higher education ki field mein progress dene mein aur university ke scholarships ki commendable help par zor diya.

Unho ne izhar kiya ke Lakhani family ke education ko uplift karne ke Dedication ke leye appreciation deserve karte hen, jiski wajah se Mr. Noman Abid Lakhani, ILMA University ke Chancellor, ko Pride of Performance Award se nawaza gaya aur unko Sindh Higher Education Commission (SHEC) ke member ke tor par approval de di gai.

Is dauran, Vice Chairperson ko Higher Education Commission (HEC) ke member ke tor par approval di gayi hai, jisse educational landscape par Lakhani family ka significant impact show hota he. 

Dr. Mukhtar ne ILMA University ki education mein Prominence ke liye ki gayi Consistency ko saraha aur Pakistan ke liye naye urooj tak pounchne ka imkaan zahir kiya.

Prof. Dr. Mukhtar ne Mr. Faraz Abid Lakhani ka shukriya adaa kiya ke unhon ne ye remarkable event host kia. Ms. Mahwish Faraz Lakhani ne HEC ke kirdar ko show kiya aur universities ko success tak pounchane mein HEC ki madad par zor diya. Mr. Noman Abid Lakhani ne federal HEC ki alignment aur education ki field ko behtar banane ke liye apni abilities par amal karne ki strong intention show ki. 

Mr. Faraz Abid Lakhani ne industry aur academy ke darmiyan mazboot talluqat ko higlight karne ka azam ka izhar kiya. Yeh event karachi ke liye ek aham networking highlight sabit hua, jis ne Pakistan mein ta’aleem ko barhane wali ek aspiration expression ki misal qayim ki.

- Advertisment -spot_imgspot_imgspot_imgspot_img

Most Popular

×