Friday, September 20, 2024
spot_img
HomeBusinessCEMENT DISPATCHES ME 21% KA DECLINE

CEMENT DISPATCHES ME 21% KA DECLINE

Cement dispatches July- 2023 mein 3.2 million tons rahi jo kay 21% MoM decline ko show karti hai, ye decline monsoon season shuru hone ki waja se dekha gaya hai jis se construction activities par impact nazar aya.

Ye impacts Material, labour and transportation kay rising costs aur high financing cost kay sath constructors ki profitability ko kam kar rahe hain and new projects ko discourage kar rahe hain.  

Expectations ki ja skti hain kay cement lower volumes se cost mein kami ho sakti hai. Richard Bay coal ki demand mein kami ki waja se iski price dec, 2022 se 46% kam ho gai hai, as reported.

Agar import restrictions ko kam kar diya jaye tou cement players ko jald hi zyada economical option se coal hasil karne ki flexibility mil jayegi aur sector margins bhi further boost ho sakta hai.

- Advertisment -spot_imgspot_imgspot_imgspot_img

Most Popular

×