Karachi: Open Market dealers ka kehna hai kay PKR kafi had tak stable hua hai jis ka main reason Importers ki taraf se demand hai jo continues basis pe PKR ko strong kar raha hai.
Thursday ko USD 283.82 pe close huwa jab kay OPEN Market me 289.50 pe sustain raha.
Market Experts kay mutabiq IMF Staff-Level Agreement kay baad Business activities or Foreign exchange mein behtri ki umeed hai.
IMF ne apni policy ko dobara review kia or ek new objection rakha hai kay Bina IMF ki raza mandi kay NO subsidy.
Report by
Muhammad Noman – MN
Founder & Editor in Chief
Pakistan’s 1st Urdu Roman News Platform