IMF ko PTI ke ek worker ki taraf se 28 February ko aik khat mila tha jis mein Pakistan ke program ke tehat fund ke muamlat the.
IMF, economic issues par limited mandate rakhne wali Global organization he jo mulk ke andar ke political proposals par koi tawajjo nahi deti.
Caretaker Government ne economic persistence Ko barqarar rakha
Caretaker Government ne economic target par sakhti se amal kiya.
Government ne social sphere ki hifazat ki.
Government ne mehngai ko control karne ke liye tight monetary policy qaim ki.
Government ne foreign exchange reserves ko barqarar rakha.
Government ne energy sector ki independency ko stable karne ke liye timely tariffs mein changes kin.