Feb-24 mein sales volumes mein MOM decline dekha gaya, jabke PDL collection mein izafa ka trend dekha ja raha hai.
February 2024 mein OCAC ki data ke mutabiq, industry ke overall sales volumes 8% kam hui, jabke maheenay bhar mein decline 19% tha. Yeh shayad kam dinon ki wajah se hui. February 2024 mein sales ki kam honay ki wajah FO offtake ka kam hona, petroleum products ke prices ka barhna aur HSD ki kam demand thi.
All big products ne maheenay aur yearly basis par negarive decline record kiai. 8MFY24 mein petroleum sales ne 13% saalana kami record ki. Company-wise sab se bare listed companies ne negative declne record kia,
HASCOL aur HTL ke bawajood. APL ki sales sab se behtar rahi kyun ke ye MS aur HSD mein 14% aur 2% ki saalana increase ho saki.
Uper zikar kiye gaye petroleum products ke high rates ne OMCs ke overall sales ko affect kiya hai.
Aage chalte hue, MS par qeemat ke barhne aur kam automobile sales ki wajah se dabao mehsoos kiya jaye ga, FO sales bhi kam rehne ka imkaan hai.
Dosri taraf, HSD ke volumes mein kuch izafa hone ki tawaqo ki jati hai kyun ke anay wale mahinon mein wheat ki fasal ki katai ka dor hai aur economic conditions ki betterment ki umeed ki jati hai.