Money changers ko foreign Country se dollar cash form mein import allow kar di.
Money changers foreign country currencies export ke against cash dollar import kar saken ge.
Exchange companies ko imported Currencies ki worth ka 50% cash dollar import ki ijazat hogi. Imported currencies ka baqi 50% banks mein exchange companies ke foreign currency accounts mein lana hoga. Pehle exchange companies ko imported foreign currencies ke against tamam dollars bank accounts mein lana hote the. Money changers ko cash dollar import karne ki ijazat 31 December 2023 tak di gayi hai, Exchange companies ko US Dollars cash import karne se pehle SBP ko notify karna must hoga, deal tickets or export documents ki verification or inspection ki copies bhi provide krni hongi, Circular.
Dollar cash ki surat mein Bahrain, Singapore and Dubai se securities cargo se import honge, Currency dealer
Banks bahar se anay wale hamare dollars de nahi pa rahe thay, Chairman AKPML Malik Boastan.
State Bank ne acha faisla kia. Ab open market mein dollar supply barh gai. Malik Boastan