Saturday, December 21, 2024
spot_img
HomeEconomyIMF NE JUNE NEXT YEAR TAK DOLLAR KE AGAINST RUPEE KE 330...

IMF NE JUNE NEXT YEAR TAK DOLLAR KE AGAINST RUPEE KE 330 TAK PAHUNCHNE KI PREDICTION KARDI

International Monetary Fund ne apni recent published ki gayi report me Pakistani Rupee ko dollars ke against 330 ke barabar tak close hone ki prediction ki hai, jiska matlab hai ke Pakistan fiscal year (2024) ke end tak 1 dollar ke 330 rupay ho sakte hain.

IMF ne kal country report publish ki he, jisey board ne approval diya hai SDR 2,250 million ke liye 6 months period ke dauran, immediately SDR 894 million (~US Dollar 1,200 million) issue kiye gaye.

IMF ke according, ek market-determined exchange rate bhi external shocks ko absorb karne, external imbalances reduce karne and growth, competitiveness and buffers ko phir se restore karne ke liye important hai.

IMF suggest karta hai ke open market and interbank ke between ek premium ka difference ~1.25% yaani ~PKR 3.6 hona chahiye, jaisa ke abhi ka current rate hai.

- Advertisment -spot_imgspot_imgspot_imgspot_img

Most Popular

×