Friday, September 20, 2024
spot_img
HomeEconomyPAKISTAN NE LAST 5 YEARS MEIN COMPANIES KI TARAF SE EARNED ABNORMAL...

PAKISTAN NE LAST 5 YEARS MEIN COMPANIES KI TARAF SE EARNED ABNORMAL INCOME PAR 50% TAK TAX LAGAYA

ISLAMABAD: Pakistan finance bill 2023-24 ke a/c, Pakistan income par additional tax imposed jiski determine tax authorities kisi bhi economic factor ya factors se karte hain jiske result mein unexpected income, profits ya gain hota haiĀ 

Finance minister ki tajveez he k exogenous factors ki waja se extraordinary gainsĀ  ki waja se kisi person ya class of person ki income ke profit or gains par 50% se zyada na hyo is rate se additional tax impose kiya jayega.

Har shakhs par jo kisi bhi economic factor ya factors ki wajah se unexpected income, profits ya gains hasil kare, us par tax lagaya ja sakta hai, chaahe wo financial statements me disclose ki gae ho ya nahi. Ye tax tax year 2023 se next 5 tax years tak lagega.

Government Economic factor ya factors ka determination karegi, jinme international price fluctuation bhi included hoga, jo Pakistan me kisi bhi commodity ki price ya economy ke kisi bhi sector ko affect kare, ya foreign currency fluctuation ki wajah se income, profit ya gains me farak aaye.

Banks Income Tax Reduced to 20% on Advances to Low Cost Houses and IT Companies

- Advertisment -spot_imgspot_imgspot_imgspot_img

Most Popular

×